Main Rahoon Ya Na Rahoon Song Lyrics -
Main rahoon ya na rahoon
Tum mujhme kahin baaki rehna
Mujhe neend aaye jo aakhiri
Tum khwabon mein aate rehna
Bas itna hai tumse kehna
Bas itna hai tumse kehna
Bas itna hai tumse kehna
Bas itna hai tumse kehna
Main rahoon ya na rahoon
Tum mujhme kahin baaki rehna
Kisi roz baarish jo aaye
Samajh lena boondon mein main hoon
Subah dhoop tumko sataaye
Samajh lena kirno mein main hoon
Kisi roz baarish jo aaye
Samajh lena boondon mein main hoon
Subah dhoop tumko sataaye
Samajh lena kirno mein main hoon
Kuch kahun ya na kahu
Tum mujhko sadaa sunte rehna
Bas itna hai tumse kehna
Bas itna hai tumse kehna
Bas itna hai tumse kehna
Bas itna hai tumse kehna
(Hazaar baar socha, keh doon
ki friend nahi meri girlfriend hai tu
Par sapne toot jaane ka darr
Kabhi dil se gaya hi nahi)
Hawaaon mein lipta hua main
Guzar jaaunga tumko chhu ke
Agar mann ho to rok lena
Thehar jaaunga in labon pe
(aur phir ekdin maine decide karliya, ki bas aaj)
Hawaaon mein lipta hua main
Guzar jaaunga tumko chhu ke
Agar mann ho to rok lena
Thehar jaaunga inn labon pe
Main dikhu ya na dikhu
Tum mujhko mehsoos karna
Bas itna hai tumse kehna
Bas itna hai tumse kehna
Bas itna hai tumse kehna
Bas itna hai tumse kehna
Hmm…….
Bas itna hai tumse kehna
Bas itna hai tumse kehna
Bas itna hai tumse kehna
Bas itna hai tumse kehna
Main rahoon ya na rahoon
Tum mujh mein kahin baaki rehna
About Main Rahoon Ya Na Rahoon
Song - Main Rahoon Ya Na Rahoon
Director - Amit Sharma
Music - Amaal Mallik
Singer - Armaan Malik
Lyrics - Rashmi Virag
Song Programmed by - Abhijit Vaghani